Haal-e-Dil Kis Ko Sunaaen آپ کے ہوتے ہوئے Lyrics in Urdu and English.

Haal-e-Dil Kis Ko Sunaaen آپ کے ہوتے ہوئے Lyrics in Urdu and English.

Haal-e-Dil Kis Ko Sunaaen آپ کے ہوتے ہوئے Lyrics in Urdu.

1 حال دل کس کو سنائیں
آپ کے ہوتے ہوئے
کیوں کسی کے در پہ جاۓ
آپ کے ہوتے ہوئے
حال دل کس کو سنائیں
آپ کے ہوتے ہوئے

2 میں غلام مصطفی ہوں
یہ میری پہچان ہے
میں غلام مصطفی ہوں
یہ میری پہچان ہے
غم مجھے کیوں کر ستائے
آپ کے ہوتے ہوئے
غم مجھے کیوں کر ستاۓ
حال دل کس کو سناۓ
آپ کے ہوتے ہوئے

3 کہہ رہا ہے آپ کا رب
انت فیہم آپ سے
کیوں انہیں دوں میں سزائیں
آپ کے ہوتے ہوئے

4 اپنا جینا اپنا مرنا
اب اسی چوکھٹ پہ ہے
ہم کہاں سرکار جائیں
آپ کے ہوتے ہوئے
ہم کہاں سرکار جائیں
آپ کے ہوتے ہوئے

5 میں یہ کیسے مان جاؤں
شام کے گھر بار میں
چھین لے کوئی ردائیں
آپ کے ہوتے ہوئے

6 سامنے ہے اے علی کے
لال اسوا آپ کا
کیوں کسی کا خوف کھائیں
کون ہے الطاف اپنا
حال دل جس سے کہیں
زخم دل کس کو دکھائیں
آپ کے ہوتے ہوئے
کیوں کسی کے در پہ جائیں
آپ کے ہوتے ہوئے

7 میں غلام مصطفی ہوں
یہ میری پہچان ہے
غم مجھے کیوں کر ستائے
آپ کے ہوتے ہوئے

Haal-e-Dil Kis Ko Sunaaen آپ کے ہوتے ہوئے Lyrics in Urdu and English.

Haal-e-Dil Kis Ko Sunaaen Aap Ke Hotay Huye Lyrics in English.

1 Haal-e-Dil Kis Ko Sunaaen
Aap Ke Hotay Huye
Kyun Kisi Ke Dar Pe Jaayein
Aap Ke Hotay Huye
Haal-e-Dil Kis Ko Sunaaen
Aap Ke Hotay Huye

2 Main Ghulaam-e-Mustafa Hoon
Ye Meri Pehchaan Hai
Main Ghulaam-e-Mustafa Hoon
Ye Meri Pehchaan Hai
Gham Mujhe Kyun Kar Sataaye
Aap Ke Hotay Huye
Gham Mujhe Kyun Kar Sataaye
Haal-e-Dil Kis Ko Sunaaen
Aap Ke Hotay Huye

3 Keh Raha Hai Aap Ka Rab
“Anta Feihim” Aap Se
Kyun Unhein Doon Main Sazaayein
Aap Ke Hotay Huye

4 Apna Jeena Apna Marna
Ab Ussi Chaukhat Pe Hai
Hum Kahaan Sarkaar Jaayein
Aap Ke Hotay Huye
Hum Kahaan Sarkaar Jaayein
Aap Ke Hotay Huye

5 Main Ye Kaise Maan Jaaun
Shaam Ke Ghar Baar Mein
Cheen Le Koi Ridaaen
Aap Ke Hotay Huye

6 Saamne Hai Aye Ali Ke
Laal Aswa Aap Ka
Kyun Kisi Ka Khauf Khaayein
Kaun Hai Altaaf Apna

7 Haal-e-Dil Jis Se Kahein
Zakhm-e-Dil Kis Ko Dikhayein
Aap Ke Hotay Huye
Kyun Kisi Ke Dar Pe Jaayein
Aap Ke Hotay Huye

8 Main Ghulaam-e-Mustafa Hoon
Ye Meri Pehchaan Hai
Gham Mujhe Kyun Kar Sataaye
Aap Ke Hotay Huye


Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top