
Woh Sheher-e-Mohabbat Lyrics جہاں مصطفی ہے in Urdu.
1 وہ شہر محبت
جہاں مصطفی ہے
وہیں گھر بنانے کو دل چاہتا ہے
2 وہ سونے سے کنکر اور چاندی سی مٹی
نظر میں بسانے کو دل چاہتا ہے
وہ شہر محبت
جہاں مصطفی ہے
وہیں گھر بنانے کو دل چاہتا ہے
3 جہاد محبت کی آواز گونجی
کہا ہنزلہ نے یہ دلہن سے اپنی
اعجاز اگر دو تو جام شہادت
لبوں سے لگانے کا دل چاہتا ہے
وہ شہر محبت
جہاں مصطفی ہے
وہیں گھر بنانے کو دل چاہتا ہے
4 جو پوچھا نبی نے کہ کچھ گھر بھی چھوڑا
تو صدیق کہ اکبر کے ہونٹوں پہ آیا
وہاں مال دولت کی کیا ہے ضرورت
جہاں دل لٹانے کا دل چاہتا ہے
وہ شہر محبت
جہاں مصطفی ہے
وہیں گھر بنانے کو دل چاہتا ہے
5 ستاروں سے یہ چاند کہتا ہے ہر دم
تمہیں کیا بتائیں ہے وہ ٹکڑوں کا عالم
اشارے میں آقا کے اتنا مزہ تھا
کہ پھر ٹوٹ جانے کو دل چاہتا ہے
وہ شہر محبت
جہاں مصطفی ہے
وہیں گھر بنانے کو دل چاہتا ہے
6 ون ننھا سا اصغر وہ ایڑی رگڑ کر
یہی کہ رہا ہے وہ خیمے میں رو کر
اے بابا میں پانی کا پیاسا نہیں ہوں
میرا سر کٹانے کا دل چاہتا ہے
وہ شہر محبت
جہاں مصطفی ہے
وہیں گھر بنانے کو دل چاہتا ہے
7 جو دیکھا ہے روئے جمال رسالت
تو طاہر عمر مصطفی سے بولے
بڑی آپ سے دشمنی تھی مگر اب
غلامی میں آنے اب دل چاہتا ہے
وہ شہر محبت
جہاں مصطفی ہے
وہیں گھر بنانے کو دل چاہتا ہے

Woh Sheher-e-Mohabbat Jahaan Mustafa Hai Lyrics in English.
1 Woh Sheher-e-Mohabbat
Jahaan Mustafa Hai
Wahin Ghar Banaane Ko Dil Chahta Hai
2 Woh Soney Se Kankar Aur Chaandi Si Mitti
Nazar Mein Basaane Ko Dil Chahta Hai
Woh Sheher-e-Mohabbat
Jahaan Mustafa Hai
Wahin Ghar Banaane Ko Dil Chahta Hai
3 Jihaad-e-Mohabbat Ki Aawaaz Goonji
Kaha Hanzala Ne Yeh Dulhan Se Apni
Aijaaz Agar Do To Jaam-e-Shahaadat
Labon Se Lagaane Ka Dil Chahta Hai
Woh Sheher-e-Mohabbat
Jahaan Mustafa Hai
Wahin Ghar Banaane Ko Dil Chahta Hai
4 Jo Poocha Nabi Ne Ke Kuch Ghar Bhi Chhoda
To Siddique-e-Akbar Ke Honton Pe Aaya
Wahan Maal-o-Daulat Ki Kya Hai Zaroorat
Jahaan Dil Lutaane Ka Dil Chahta Hai
Woh Sheher-e-Mohabbat
Jahaan Mustafa Hai
Wahin Ghar Banaane Ko Dil Chahta Hai
5 Sitaaron Se Yeh Chaand Kehta Hai Har Dam
Tumhein Kya Bataayein Hai Woh Tukron Ka Aalam
Ishaare Mein Aaqa Ke Itna Maza Tha
Ke Phir Toot Jaane Ko Dil Chahta Hai
Woh Sheher-e-Mohabbat
Jahaan Mustafa Hai
Wahin Ghar Banaane Ko Dil Chahta Hai
6 Woh Nanha Sa Asghar Woh Eidi Ragar Kar
Yahi Keh Raha Hai Woh Khaime Mein Ro Kar
Aye Baba Main Paani Ka Pyaasa Nahin Hoon
Mera Sar Kataane Ka Dil Chahta Hai
Woh Sheher-e-Mohabbat
Jahaan Mustafa Hai
Wahin Ghar Banaane Ko Dil Chahta Hai
7 Jo Dekha Hai Ru-e-Jamaal-e-Risaalat
To Taahir Umar Mustafa Se Bole
Bari Aap Se Dushmani Thi Magar Ab
Ghulami Mein Aane Ko Dil Chahta Hai
Woh Sheher-e-Mohabbat
Jahaan Mustafa Hai
Wahin Ghar Banaane Ko Dil Chahta Hai



